Song : Dil Janiya Music : Shoaib Mansoor Lyrics : Shoaib Mansoor Singers : Hadiqa Kiani | |
Inkaar karde, ikraar kar lai, dil janiya O dil janiya Jo yeh dil karta hai, ik baari kar lai, dil janiya O dil janiya Inkaar karde, ikraar kar lai, dil janiya O dil janiya Jo yeh dil karta hai, ik baari kar lai, dil janiya O dil janiya Yo yo when I'm with you boy, I feel incredible Time spent with you so unforgettable Distant memories are remembered the more B'coz you and me together we will be unstoppable But something got in the way, something so heart breaking Now I don't know what to say So much for me to take in I must have made a mistake coz there is no... All I need is a hit, so that you keep me Teri baah phadke, teri lad lag ke, channa main bhul gayi Teri baah phadke, teri lad lag ke, channa main bhul gayi Sadh sadke swaha hoyian, saj sadran jindri rul gayi haye Kise hor nu jaa dil daar kar lai, dil janiya O dil janiya Ik baar chadh ke lakhmaar kar lai, dil janiya O dil janiya Ik baar chadh ke lakhmaar kar lai, dil janiya O dil janiya Kadi jaan badna ae kadi gayr lagna ae, teri ki marzi Kadi jaan badna ae kadi gayr lagna ae, teri ki marzi Kadi hona hai fida kadi rehna hai judaa, teri ki marzi haye Din apne da, itebaar kar lai, dil janiya O dil janiya Jinna karna ae soch vichar kar lai, dil janiya O dil janiya Inkaar karde, ikraar kar lai, dil janiya O dil janiya Jo yeh dil karta hai, ik baari kar lai, dil janiya O dil janiya Jinna karna ae soch vichaar kar lai, dil janiya O dil janiya Jinna karna ae soch vichaar kar lai, dil janiya O dil janiya |
Song : Din Pareshan Hai Music : Sajjad Ali Lyrics : Sajjad Ali & Ali Moeen Singers : Sajjad Ali | |
Din pareshan hai, raat bhaari hai Din pareshan hai, raat bhaari hai Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai Kya tamasha hai, kab se jaari hai Kya tamasha hai, kab se jaari hai Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai Din pareshan hai Iss kahani ko kaun rokey ga Umar yeh saari kaun soche ga Iss kahani ko kaun rokey ga Umar yeh saari kaun soche ga Hoo kaun soche ga Saath kaati hai ya guzaari hai Saath kaati hai ya guzaari hai Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai Din pareshan hai Rangon se kahoon lakeeron se kahoon Maili maili si tasveeron se kahoon Rangon se kahoon lakeeron se kahoon Maili maili si tasveeron se kahoon Tasveeron se kahoon Beqaraari si, beqaraari hai Beqaraari si, beqaraari hai Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai Din pareshan hai Raat bhari hai Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai Din pareshan hai |
Song : Hona Tha Pyaar Music : Atif Aslam Lyrics : Imran Raza Singers : Atif Aslam, Hadiqa Kaini & Faiza Mujahid | |
Hona tha pyaar Hona tha pyaar, hua mere yaar Hona tha pyaar, hua mere yaar Aaye nazar, chehre hazaar Hona tha pyaar, hua mere yaar Hona tha pyaar Tere dil ke shehar mein, ghar mera ho gaya, ho gaya Sapna dekha jo tumne, woh mera ho gaya, ho gaya Doobe toh yun, jaise ho paar Hona tha pyar, hua mere yaar Hona tha pyar Thaame dilon ki baahein, hum aate saalo mein, saalo mein Paaye jawaab humne, tere sawaalon mein, sawaalon mein Khwaabon ki dor, tootey naa yaar Hona tha pyar hona tha pyar Hua mere yaar hua mere yaar Hona tha pyar mere yaar Hona tha pyar |
Song : Kaho (Aaj Bol Do) Music : Shoaib Mansoor Lyrics : Shoaib Mansoor Singers : Atif Aslam & Hadiqa Kiani | |
Har jagah mere saath ho Tum mere saath hi raho Aisa koi nahin itna haseen Jiski har adaa bhaaye mujhe Nahin koi nahin haan magar ho tum Dil se maan lo Kaho, aaj bol do Kaho, dil se maan lo Kaho, kaho, keh bhi do Har ghadi mere saath ho Tum mere saath hi raho Suno yeh meri zubaan, keh rahi hai kya Jo bhi dil mein hai tere liye Hai yeh pyaar ya phir khumaar hai Mere dil ko jaan lo Kaho, aaj bol do Kaho, dil se maan lo Sooni sooni galiyon ke rang hai jo peekhe pade, unhe bhool jao na Inn pikhe rangon ki jo zindagi hai Woh badlo na jaan-e-jaan Kaho, aaj bol do Kaho, dil se maan lo Kaho, aaj bol do Kaho, dil se maan lo Kaho, kaho... |
Song : Mumkin Hai Music : Shoaib Mansoor Lyrics : Shoaib Mansoor Singers : Shuja Haider & Ahmad Jahanzab | |
Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khwahishon ka karaar, mumkin hai Ik nayi parwah, mumkin hai ho Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Justuju rang layi hai kucch iss tarah Dil ki har aarzoo muskuraane lagi Aasman meherbaan ho gaya Aur zameen gungunaane lagi hai Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar Har kalai chanak ne khanak ne lagi Kaano ki baaliyan bol uthi hain Geet honthon pe yun, aane lagey hain Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khwahishon ka karaar, mumkin hai Ik nayi parwah, mumkin hai ho |
Song : Saiyan Bolain Music : Shoaib Mansoor Lyrics : Shoaib Mansoor Singers : Shabnam Majeed, Sahir Ali Bugga & Bina Jawad | |
Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye... (3) Hum tuhaare huye hain hume aur naa sataaye Andheron mein aake koi aas toh banaaye Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye, saiyan Phoolon se rang chheele Taaron se roshni li Kisne hamari, saari zindagi se, zindagi li Dholti naiyya ko koi kinara dikhaaye Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye, saiyan Humko benaam karke Khaas se kaam karke Subah subah hamari zindagi ki, shaam karke Aap sulaayi naseeb aape hi jagaaye Saiyan bolain, na bolain humse, door nahin jaaye... (2) Saiyan bolain |
No comments:
Post a Comment